Nov 25, 2010
SHER-O SHAYARI BY MIRZA GHALIB
Do you like this story?
FREE SHAYARI BY MIRZA GALIB,SHAYARI BY GHALIB,SHAYARI BY MIRZA GHALIB
BEST LOVE SHAYARI
Aap Ko Un Kaa Pataa Ho
Aap Ko Un Kaa Pataa Ho To, Hamain Butlaayen!
Hum Ko Maaloom Naheen Hai, Ki, Hum Kahaan Jaayen!
Hum Ko Maaloom Naheen Hai, Ki, Hum Kahaan Jaayen!
Jin Ney Deykhaa Hai, Lubaalub Hai Un Aankhon Mein Sharaab:
Woh, Butaaou, Na Wahaan Jaayen, To Kahaan Jaayen?
Woh, Butaaou, Na Wahaan Jaayen, To Kahaan Jaayen?
Jub Sey Deykhaa Hai Unhain, Hosh Naheen Hai Baaqee!
Log Jaayen Na Maykadey, To Fir Kahaan Jaayen?’
Log Jaayen Na Maykadey, To Fir Kahaan Jaayen?’
Aapse Nazrein To Mila Lein Par Ye To Bataiye Ki…
Aapse Nazrein To Mila Lein Par Ye To Bataiye Ki…
Aapse Nazrein To Mila Lein Par Ye To Bataiye Ki
Aap Mein Aisa Kya Dekhein Jo Dekhte Hi Deewana Banade
Badi Mushkil Se Militi Hai Zindagi Sambhal Ke Rakhiye
Kahin Is Shama Ko Hum Parvana Na Banade
Aap Mein Aisa Kya Dekhein Jo Dekhte Hi Deewana Banade
Badi Mushkil Se Militi Hai Zindagi Sambhal Ke Rakhiye
Kahin Is Shama Ko Hum Parvana Na Banade
Roj Sochta Hoon Kii Bhul Jaun Tujhe
Roj Sochta Hoon Kii Bhul Jaun Tujhe
Magar Yahi Baat Roj Bhul Jaata Hoon.
Koi Chehra, Khuda Kee Vaste,
Deedaar Kee Kabil Dikhaee De…
Hajaroo Suraten Hai Yahan,
Magam Koi Pyaar Kee Kabil Dikhaee De.
Hoon Mein Diwanaa Magar Koi Pyaar To Ho.
Jaan De Doon Mein Unme Koi Baat To Ho
Aap Khuda Se Dua Kare Ki Aap Hamesha Khush Raha Karen..
Varna Hum To Aapko Hemasha Paresaan Karte Rahenge.
Aapke Chehre Par Muskrahat Acchhi Lagti Hai.
Magar Pata Nahin Tumhen, Rulane Mein Maja Aata Ah
Labels:
BEST SHAYARI BY MIRZA GALIB
This post was written by: Rahul Bhatia
Rahul Bhatia is a professional blogger, web designer and front end web developer. You can Follow him on Twitter and can connect him on Facebook
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “SHER-O SHAYARI BY MIRZA GHALIB”
Post a Comment